Allama Iqbal sad Urdu Poetry | 2 Lines deep Urdu Poetry | اپنے کردار پر ڈال کر پردہ اقبال
9 November Iqbal Day Apne Kirdaar Pe Daal Ke Parda IQBAL Har Shakhs Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai اپنے کردار پر ڈال کر…
June 01, 20219 November Iqbal Day Apne Kirdaar Pe Daal Ke Parda IQBAL Har Shakhs Keh Raha Hai Zamana Kharab Hai اپنے کردار پر ڈال کر…
Aylan Kurdi - 3 year old syrian boy
Samajh Kr Raham Dil Tum Ko Diya Tha Hum Ne Dil Apna, Magar Tum To Bala Niklay, Ghazab Niklay, Sitam Niklay.!
Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid, Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!
Mujh pe pathar uchaalnay walay, Aik baaqi ha tere seenay main.!
Jaanay Waalay Manzilon ko jaatay jaatay keh gaye, Tum raastay ki dhool thay, So raastay main reh gaye.!
Tum Ne Chorra Jab Se Aansoo Ponchna, Hum Ko Ronay Ka Mazza Aata Nahi..!
Kabi Khuwahishon Ne Loota Kabi Be-Basi Ne Mara, GiLa Mout Say Nahi Ha Hamain Zindagi Ney Maara..!
Ab Usay Roz Na Sochun To Badan Toot-ta Ha Faraz, Ik Umer Ho Gayi Us Ki Yaad Ka Nasha Kartay Kartay.!
Kisi Ghareeb Qabeelay Ki Aabru Ki Trha, Humara Dard Kisi Dard Main Shumar Nahi..!